Rukh kara hamne jis aur
Woh raasta hi badal gaya
Saanjh hone main waqt tha
Par hamara saaya humse juda hua
Rah main rahgeer toh bahut mile
Aisa koi na mila jo umar bhar saath chale
Par hamne bhi safar jaari rakha
Aur manzilon ki talaash main jahaan parkhaa
No comments:
Post a Comment