Sunday, April 27, 2008

I ain't gonna stop !!!


Don't let your dreams die
No matter how hard the circumstances try

A failure or two is always to teach
That there is still a limit u have to reach

Just gather your guts n gather your courage
Coz if u aspire life takes u to a new voyage

And now i am geared to conquer the world
Since there is no power that would make me hold.

Thursday, April 24, 2008

Mithya ...my second creation



Kehte hain ruh ruh ko pehchaan leti hain


Jab milta hain woh EK shaks , yeh sab jaan leti hain




Phir kyun kuch log mil k bhi nahi mil paate


Sirf ban kar uljhe sawaal dil main bas jaate




Ab toh hamne khuda se bhi sawaal karna chod diya


Kyunki kisi ne dil k taar hila kar hamme zanzhor diya




Wapas laut jana chahte hain hum apni ussi purani duniya main


Jahaan hum khush the akele , aur jeete the apni masti main




Par us raah par chalne se pehle hamme sab bhoolna hoga


Mushkil hai yeh kaam , par is udhedbun se hamme juujhna hoga




Shayad woh ek khwab hi tha jo hamne khuli aankhon se dekha


Unhone aana hi nahi tha aur hamne bekaar unka rasta dekha

A gift from a friend :)

This one is not my creation but was written by a Friend for me . Meri official Hyderabadi coach Firdous ne yeh mere ko dedicate ki thi . Njoy it :)

Roz bhot jano se hote rhaiti baat meri
Sob ku pasand aari hyderabadi chal apni
Thode janon ku to hyderabdi sikne ka bukhaar chad gaya --> Like me :)
Nai nai so jage hau nakko dekke apne ku bi maza agaya :)

Hallu hallu bolke bole to kisiku has has ke nikal jaate aansoo
‘Parsoon’ boleti ki poochte asli wala ya hyd’badi parsoon
Thodon ku ata ghussa,bolte hindi ka karrain tum logan mur-der
Bakhi ke jane bolte nai nai achi nai telugu se to hai better

Nama rakhne walon ku kon rok sakte
Apan bi dusri jaga gaye to aisich rote
Kuch bhi bollo ek baat to har koi kaisa bi maanta
Puri duniya me apni biryani ki takkar me koi nai aata..

Khali bol,chal khana,pina-ich bolke nai
apne hyd ka sab kuch ek dum hatke hai
ek baar agaye idar to jane ka naam nai lete
idar udar chale bi gaye to wapas aane ku takte..

Last paragraph bilkul sahi hai :)

Wednesday, April 23, 2008

Maa song from TZP , but with a TWIST:D

One day while listening this emotional number "MAA" from Taarein Zameen Par , a weird thought crossed my mind . What if this song was sung by a Hyderabadi kid ;) Since i am amateur in Hydbdi hindi and still learning its nuances from my friend Firdous , i tapped her and we came out with this senti turned hilarious piece .I am lucky enough to have friends from other regionality and later this piece was decorated with Punjabi , Haryanvi and Bengali versions with inputs from Isha , Pooja and Rishav respectively. Hope you would njoy this :)

The Original Song ( U need to carry a hankerchief while listening this song):

Main Kabhi Batlata Nahin

Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa

Yun To Main,Dikhlata Nahin

Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa

Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa

Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa

Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe

Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa

Bhej Na Itna Door Mujkko Tu

Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa

Kya Itna Bura Hoon Main Maa

Kya Itna Bura Meri Maa

Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe

Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa

Meri Nazar Dhoondhe Tujhe

Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa

Unse Main Yeh Kehta Nahin

Par Main Seham Jaata Hoon Maa

Chehre Pe Aana Deta Nahin

Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa

Tujhe Sab Pata Hai Naa Maa

Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa

Main Kabhi Batlata Nahin

Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa

Yun To Main,Dikhlata Nahin

Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa

Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa

Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa

Now the Hyderabadi Version :) U can giggle to the hilt at this :


Main Kabi Boltoon Nai

Magar handere Se Dartaon Main ammy

Waise To Main,Dikhlataon Nai

Tumari Parwaah Kartaon Main ammy

Tumaku Sob maloom, Hain Nai ammy
Tumaku Sob maloom,,Mere ammy
Public Mein aisa Nakko Chodo Meku

Ghar wapas bi nai aa sakoon ga ammy

Bhejo Nakko Itti Door Meku Tum

Yaad Bi tumaku aa nai sakoonga ammy
Kya Itta Bura Hoon Main ammy

Kya Itna Bura Mere ammy

Jabbi abba mekuZor Se Jhoola Jhulate na ammy

Meri Nazar tumaku Dhoondhti

Sochtoon aake pakadlete tum ammy
Unku Main bol nai saktoon magar

Main daar Jaataon ammy

Shakal Pe Aane nai Deta saktoon

Dil Hi Dil Mein Ghabraataon ammy

Tumaku Sob maloom, Hain Nai ammy
Tumaku Sob maloom,,Mere ammy
Main Kabi Boltoon Nai

Magar handere Se Dartaon Main ammy

Waise To Main,Dikhlataon Nai

Tumari Parwaah Kartaon Main ammy

Tumaku Sob maloom, Hain Nai ammy
Tumaku Sob maloom,,Mere ammy

Punjabi Version

Main kade dasda nahi,

par hanere ton darda haan main bebe

unjh taan main vikhanda nahi

teri parwa karda haan main bebe

tainu sab haiga pata, hai na bebe

tainu sab haiga pata, meri bebe


bheed vich na chhad mainu,

ghar mud ke v na aa pavaan bebe

bhej na aina door mainu tun

chete v tainu aa na paavaan bebe

ki aina maarha haan main bebe

ki aina maarha meri bebe


jad v kade bapu mainu

jad jor naal jhoota jhootaande ne bebe

mere dide labhan tainu

sochaan aihi tu aa ke phadengi bebe

ohna nu main eh kehnda nahi

par main seham jaanda haan bebe
mukhde te aan dinda nahi

dil hi dil vich ghaabr janda haan bebe

tainu sab haiga pata, hai na bebe

tainu sab haiga pata, meri bebe


Main kade dasda nahi,

par hanere ton darda haan main bebe

unjh taan main vikhanda nahi

teri parwa karda haan main bebe

tainu sab haiga pata, hai na bebe

tainu sab haiga pata, meri bebe

Haryanvi Version

Main kade batanda konya

Par andhere tain daroon sun main maan

Unn tai kade main dikhaanda konya

Teri parvaahan karun sun main maan

Tanne sab sai bera , hai na maan

Tanne sab sai bera , meri maan

Bheed main iss tariyaan manya chodde maine

Ke ulta gharaan bhi konya aa paaun main maan

Manya bhej itni dorr maine tun

Ak tanne yaad bhi konya aaun main maan

Ke itna bhoonda soo main maan

Ke itna bhoonda soo meri maan


Jad bhi kade baabu manne

Jor tain jhoota dewain sain maan

Meri aankh doonde tanne

Sochun ke tu aa k thaamb degi maan


Unte main kahnta konya par

Main saham jaaoun soon main maan

Moonh pe aan denta konya

parDil main hadbada jaaun sun main maan

Tanne sab sai bera , hai na maan

Tanne sab sai bera , meri maan


Main kade batanda konya

Par andhere tain daroon sun main maan

Unn tai kade main dikhaanda konya

Teri parvaahan karun sun main maan

Bengali Version


Aami kokhono boli na

kintu andhakare bhoy kore je maa

emni toh aami, dekhaai naa

tomar chinta kori je maa

Tumi sab kichu jaano na maa,

Tumi shab-e jaano, aamar maa.


Bheede aamai emni chedho na

Badi phirte-o paari na maaPathiyo na

eto durr aamai tui

Tor moneo aashi naa maa

Ami ki eto baaje bolo maa

Eto baaje ki aami maa


Jokhon-e baba aamai

Jore dolna jhulai

aamar nazar toke khoje maa

bhaabi ei tui eshe take thamabi maa

Oke aami ta bolte pari na

Sajhya shob kore ni maa
Mukhe aami Ashte diy na

kintuMone mone bhoy paayi aami maa

Tumi sab kichu jaano na maa

Tumi shab-e jaano, aamar maa


Aami kokhono boli na

kintu andhakare bhoy kore je maa

emni toh aami, dekhaai naa

tomar chinta kori je maa

Tumi sab kichu jaano na maa,

Tumi shab-e jaano, aamar maa.

Ist tyrst with kalam :)


This is my debut attempt at Shayari :) Though i m amateur , would like to know the feedback :)

The Original :

Mukkaddar ne hamme unse mila diya

Aisa laga jaise ek jhoke ne shaakh ka ik ik patta hila diya

Bahe ja rahe the hum unke saath sukhe patte ki tarah

Jab talak zindagi rupi bhavar ne hamme vastavikta se mila diya

I got few feedbacks from friends and the modified versions are as follows:

Version 1 ( Sunny's Feedback)

Sunny felt that the shayari was bit of a fusion and the last line doesn't really go well with the other three lines. He suggested that a bit of modification would make it perfect.

Mukkaddar ne hamme unse mila diya

Aisa laga jaise ek jhoke ne shaakh ka ik ik patta hila diya

Bahe ja rahe the hum unke saath sukhe patte ki tarah

Jab talak zindagi rupi bhavar ne hamme asliyat se rubaru kara diya

Version 2 (Surinder's Feedback)

Surinder too had the same thoughts as Sunny and he suggested me to modify the above three lines to give it a complete Hindi look :)

Kismat ne ek din hamme , unse mila diya ..

Aisa laga ki jhoke ne, shakh se patta hila diya..

Bah rahe the unke saath, sukhe patte ki tarah ...

Zindagi ki bhanvar ne akhir, hakikat se mila diya ..

Version 3 (Ish's Comments)

Ish suggested that we should avoid metaphors in poetry. He said that the comparison "Zindagi rupi bhanvar" is not apt and bit of modification is required in that area.

Mukkaddar ne hamme unse mila diya

Aisa laga jaise ek jhoke ne shaakh ka ik ik patta hila diya

Bahe ja rahe the hum unke saath sukhe patte ki tarah

Zindagi ne akhir hamme hakikat se mila hi diya ..